
Amazon course URDU and Hindi
Shuru karo Ajj say
£307.00£227.00
Apna karobar shuru karain Ajj say aur apnay boss khud banain. Yah course app ko mukamal jankari daita hay Amazon par business karnay kay liay bhi jo kuch chahiay woh course main covered hay for e.g. Company kholna, seller central account khola, business bank account kholna, amaozon kay liay products dhondna, un ki listing karna, shippment sab kuch intahi Asan 8 qadam kay process main covered hay.
Aksar log pochtay hain kay agar woh parhay likhay nahin to kia woh kam kar saktay hain. G app ko is kam kay liay parha likha honay ki zarorat nahin aur dunia main kahin say bhi app apna amazon ka uk, usa, canda etc ka store khol kar westeren markets main kam kar saktay hain.
Meray hunderds of students hain jo kamiabi say kam kar rahay hain aur aj apnay store chala rahay hain. Apni zindagi badlain ajj say shuru karain
